Bahon Mein Chale Aao Lyrics: A sensational song from 1973 movie Anamika is sung by Lata Mangeshkar and music given by R.D Burman. Lyrics of baho mein chale aao are penned by Majrooh Sultanpuri while video features Jaya Bahaduri, Sanjeev Kumar.
Bahon Mein Chale Aao Song Details:
Movie: Anamika (1973)
Singer: Lata Mangeshkar
Music Composer: R.D (Rahul Dev) Burman
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Video Song Features: Jaya Bahaduri, Sanjeev Kumar
Bahon Mein Chale Aao Lyrics
Bahon Mein Chale AaoBahon Mein Chale Aao
Hooo Humse Sanam Kya Parda
Hooo Humse Sanam Kya Parda
Yeh Aaj Ka Nahi Milan
Yeh Sang Hai Umar Bhar Ka
Sh Sh Sh Shhhh
Bahon Mein Chale Aao
Hooo Humse Sanam Kya Parda
O Humse Sanam Kya Parda
Hmmm Hmm
Chale Hi Jaana Hai Nazar Churake Yun
Phir Thami Thi Saajan Tumne Meri Kalayi Kyun Huh
Chale Hi Jaana Hai Nazar Churake Yun
Phir Thami Thi Saajan Tumne Meri Kalayi Kyun
Kisi Ko Apna Bana Ke Chhod De
Aisa Koi Nahi Karta
Sh Sh Sh Shhhh
Bahon Mein Chale Aao
Hooo Humse Sanam Kya Parda
O Humse Sanam Kya Parda
Kabhi Kabhi Kuch Toh
Kaho Piya Humse
Ke Kam Se Kam Aaj To Khulke Milo Zara Humse Hmm
Kabhi Kabhi Kuch Toh
Kaho Piya Humse
Ke Kam Se Kam Aaj To Khulke Milo Zara Humse
Hai Raat Apni
Jo Tum Ho Apne
Kisi Ka Phir Hame Darr Kya
Bahon Mein Chale Aao
Hooo Humse Sanam Kya Parda
O Humse Sanam Kya Parda
Yeh Aaj Ka Nahi Milan
Yeh Sang Hai Umar Bhar Kaa
Sh Sh Sh Shhhh
Bahon Mein Chale Aao
Hooo Humse Sanam Kya Parda
O Humse Sanam Kya Parda
More Songs from "ANAMIKA"
01. Jaaon To Kahan Jaaon - Asha Bhosle
02. Logo Na Maro Ise - Asha Bhosle
03. Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai - Asha Bhosle
04. Meri Bheegi Bheegi Si - Kishore Kumar
01. Jaaon To Kahan Jaaon - Asha Bhosle
02. Logo Na Maro Ise - Asha Bhosle
03. Aaj Ki Raat Koi Aane Ko Hai - Asha Bhosle
04. Meri Bheegi Bheegi Si - Kishore Kumar