Leke Pehla Pehla Pyar Lyrics: A sweetly sung sung song by Shamshad Begum, Mohammed Rafi is soothing to hear and it is picturised on Dev Anand and Shakila. Music for this brilliant song is given by OP Nayyar while meaningful lyrics of "Leke Pehla Pehla Pyaar" are written by Majrooh Sultanpuri.
Movie: C.I.D (1956)
Song: Leke Pehla Pehla Pyar
Singers: Shamshad Begum
Music Director: O P Nayyar
Lyricist: Majrooh Sultanpuri
Starcast: Dev Anand, Shakila, Waheeda Rehman
Movie Director: Raj Khosla
Leke Pehla Pehla Pyar Lyrics
O Leke pehla pehla pyar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O Leke pehla pehla pyar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O Leke pehla pehla pyar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O Leke pehla pehla pyar
Mukhde pe daale hue zulfon ki badli
Chali balkhate kahan ruk jaa o pagli
Mukhde pe daale hue zulfon ki badli
Chali balkhate kahan ruk jaa o pagli
Haaye naino waali tere dwaar
Leke sapna hazar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O Leke pehla pehla pyar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O Leke pehla pehla pyar
Chahe koi chamke jee chahe koi barse
Bachna hai mushkil piya jaadugar se
Aaa Chahe koi chamke jee chahe koi barse
Bachna hai mushkil piya jaadugar se
Hoye dega aisa mantar maar aakhir hogi teri haar
Jaadu nagri se aaya hai koi jaadugar
O Leke pehla pehla pyar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jadugar
O Leke pehla pehla pyar
Sunn sunn baate teri gori muskaayi re
Aayi aayi dekho dekho aayi hasi aayi re
Aaa sunn sunn baate teri gori muskaayi re
Aayi aayi dekho dekho aayi hasi aayi re
Haaye khili honto pe bahaar nikla gusse se bhi pyaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jadugar
O Leke pehla pehla pyaar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jadugar
O Leke pehla pehla pyaar
Bharke aankho mein khumaar
Jaadu nagri se aaya hai koi jadugar
O Leke pehla pehla pyaar