Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics from Aap Aye Bahaar Ayee/Aayi (1971) is sung by two renowned singers Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi. Video features Rajendra Kumar, Sadhana Shivdasani and music for this song is composed by Laxmikant Pyarelal while lyrics written by Anand Bakshi.

Movie: Aap Aye Bahar Ayee
Singers: Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
Video Features: Rajendra Kumar, Sadhana Shivdasani
Duration: 6 minutes 10 seconds

Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara Lyrics

Dil shaad tha ki phool khilenge bahaar mein
Maara gaya gareeb isi aitbaar mein

Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinaara mil gaya hota

Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Na tha manzoor kismat ko na thi marzi baharon ki
Nahi toh iss gulistaan mein,
Nahi toh iss gulistaan mein, kami thi kya nazaaro ki
Meri bhi nazro bhi koi nazara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Khushi se apni aankho ko, main ashkon se bheego leta
Mere badle tu has leti,
Mere badle tu has leti, tere badle mein ro leta
Mujhe aye kaash tera dard saara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

Mili hai chandni jinko ye unke apne kismat hai
Mujhe apne muqqadar se, mujhe apne muqqadar se
Fakat itni shiqayat hai
Mujhe toota hua koi, sitaara mil gaya hota
Agar toofan nahi aata kinaara mil gaya hota
Mujhe teri mohabbat ka sahara mil gaya hota

More Songs from "Aap Aye Bahaar Ayee"

01. Pooche Jo Koi Mujhse - Mohammed Rafi
02. Aap Aye Bahaar Ayee - Mohammed Rafi
03. Taare Kitne Neel Gagan Pe - Mohammed Rafi, Hemlata
04. Tum Ko Bhi To Aisa Kuch Hota - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi
05. Koyal Kyon Gaye - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi