Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya Lyrics: A romantic duet song from CID (1956) sung by Mohammed Rafi, Geeta Dutt and picturised on Dev Anand, Shakila. Music for this legendary song composed by O.P Nayyar and lyrics such as Ankhon Hi Ankhon Me are written by Jan Nisar Akhtar.
Complete Song Details:
Movie: C.I.D (1956)
Song: Aankhon Hi Aankhon Mein Ishara Hogaya
Singers: Mohammed Rafi, Geeta Dutt
Music Director: O P Nayyar
Lyricist: Jan Nisar Akhtar
Starcast: Dev Anand, Shakila, Waheeda Rehman
Movie Director: Raj Khosla
Aankhon Hi Aankhon Mein Lyrics
Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho GayaBaithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Ankhon Hi Ankhon Mein Ishara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Aankho Hi Aankho Me
Gaate Ho Geet Kyun Dil Pe Kyun Haath Hai
Khoye Ho Kis Liye Aisi Kya Baat Hai
Yeh Haal Kabse Tumhara Ho Gaya
Haan Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Ankhon Hi Ankhon Mein Ishara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Aankho Hi Aankho Me
Chalte ho Jhoom Ke Badli Hai Chaal Bhi
Naino Mein Rang Hai Bikhre Hai Baal Bhi
Kis Dilruba Ka Nazara Ho Gaya
Haan Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Ankhon Hi Ankhon Mein Ishara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Aankho Hi Aankho Me
Ab Na Woh Zor Hai Ab Na Woh Shor Hai
Humko Hai Sab Pata, Dil Mein Jo Chor Hai
Yeh Chor Kaise Ganwara Ho Gaya
Haan Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Ankhon Hi Ankhon Mein Ishara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Aankho Hi Aankho Me
Kaisa Yeh Pyaar Hain, Kaisa Yeh Naaz Hai
Hum Bhi Toh Kuch Sune, Humse Kya Raaz Hai
Accha Toh Yeh Dil Hamara Ho Gaya
Haan Aankhon Hi Aankhon Mein Ishaara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Ankhon Hi Ankhon Mein Ishara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Aankho Hi Aankho Me Ishara Ho Gaya
Baithe Baithe Jeene Ka Sahara Ho Gaya
Aankhon Hi Aankhon Mein