Koyal Kyon Gaye Lyrics from Aap Aaye Bahaar Ayee/Aayi sung by Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar music composed by Laxmikant, Pyarelal and lyrics penned by Anand Bakshi.
Movie: Aap Aaye Bahaar Aayi (1971)
Song: Koyal Kyon Gaye
Singers: Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
Music Composer: Laxmikant Pyarelal
Lyricist: Anand Bakshi
StarCast : Rajendra Kumar, Sadhana, Mumtaz Begum & others
Koyal Kyon Gaye Lyrics
Koyal kyon gaye, koyal kyon gayeKoyal kyon gaye, koyal kyon gaye
Baag se jab patjhar jaye re bahar chali aaye
Mann mast pawan dhadkaye ki ambua pe koyal gaye
Badal kyon chaaye, badal kyon chaaye
Badal kyon chaaye, badal kyon chaaye
Birha ke jab geet koi gaye re to aag lag jaye
Rimjhim pani barasaye ki aakash pe badal chaaye
Heerni si aankh teri, Heerni si aankh teri
Heernni si aankh teri, morni si chaal
A tujhse puchhu main ik chhota sa sawal
Baaje kyun ghungharu, Baje kyun ghungharu
Paanv mein jab kanta lag jaye mare dard ke haye
Jab rat mein neend na aaye to chham chham baje ghungharu
Neele gagan pe aayi
Neele gagan pe aayi chand ki barat
A tujhase puchhu main ik chhota si ye bat
Manava kyun dole, Manava kyun dole
Nadiya mein jab nav khaye hichakole chori chori haule haule
Jab sajan ghunghat khole to gori ka manava dole
Itta guman dekho dekho,
Itta guman dekho dekho hota hai karab
Abake sambhal ke dena o raja mujhe dena jawab
Jhumka kyon jhumein, Jhumka kyon jhumein
Itti si bat na jane sab tere hain deevane
Jhumaka jhumane ke bahane tera phuul sa mujhada chuume
Aap aaye bahar.
Koyal kyon gaye, badal kyon chhaye
Koyal kyon gaye, badal kyon chhaye
More Songs from "Aap Aye Bahaar Ayee"
01. Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara - Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
02. Aap Aye Bahaar Ayee - Mohammed Rafi
03. Taare Kitne Neel Gagan Pe - Mohammed Rafi, Hemlata
04. Pooche Jo Koi Mujhse - Mohammed Rafi
05. Tumko Bhi To Aisa Hi Kuch - Mohammed Rafi
01. Mujhe Teri Mohabbat Ka Sahara - Mohammed Rafi, Lata Mangeshkar
02. Aap Aye Bahaar Ayee - Mohammed Rafi
03. Taare Kitne Neel Gagan Pe - Mohammed Rafi, Hemlata
04. Pooche Jo Koi Mujhse - Mohammed Rafi
05. Tumko Bhi To Aisa Hi Kuch - Mohammed Rafi